Phone Pe aaj ke time me India ke sabse popular Mobile Payment App me se ek hai. Is liye aaj is article me Phone Pe Account Kaise Banaye yeh seekhaunga. Vaise toh Phone pe account banana bahut hi asan hai. Lekin jaha jese hi Online Payment ki baat aati hai log vaise hi ghabrane lag jata hai. Jin jin logo ko nhi pata ki Phone pe kaise banaye unko batana chahunga ki aap is article ko dhen se follow karke bahut hi asani se Phonppe account banana seekh sakte ho.
PhonePe App se aap un sabhi kam ko kar payoge jinko karne ke liye aap pehle alag alag apps ka istemal karte the. Matlab yeh ki PhonePe app se Money transfer, Scan & Pay, Phonepe se Mobile recharge, DTH, Datacard, Gas Bill, Broadband Bill, LandLine Bill, Insurance Bill, Water Bill, Electricity Bill payment kar sakte ho. Abhi ek offer chal raha he jiske tahet aap PhonePe se recharge aur Bill pay karne par 50% tak cashback kama sakte ho.
PhonePe Kya Hai ?
PhonePe ko India’s Payments App kaha jata hai. Is app ko online shopping company Flipkart ne develop kiya hai. PhonePe ek UPI Base Payment app hai. Iske sath isme Wallet facility bhi hai jese Paytm aur Mobikwik app me hota hai. Matlab yeh ki isme Bank to Bank transfer aur Wallet to Bank transfer dono support karta hai. PhonePe app puri tarah free hai, Chahe aap Bill Payment karo ya Money transfer Phone Pe app kyi extra charge nehi lega.
PhonePe app ke sabse achi baat yeh hai ki isme hamesha kuch na kuch CashBack offers milta hi rehta hi. Jese PhonePe wallet se Flipkart par payment karne se aapko 100 rupee ka cashback aapko milega. Agar aap PhonePe App istemal karne ke liye kisi ko Invite/Refer karte ho to aapko ₹75 milega. Iske yelaba aapko Money transfer karne par 50% ka cashback milta hai. Phonepe se recharge karne par aapko 50% (1st prepaid recharge), 70% cashback on electricity bill payment.
Cashback offers ke yelaba aor bhi bahut sare tarike hai jis se aap paisa kama sakte ho. PhonePe App se aap kaise paisa kama sakte hai aur kaha kaha se paise kama sakte hai iske bare me janne ke liye aap humari is article ko padhe-
PhonePe Transaction Limits and Charges-
limits | Charges | |
BHIM UPI | 1 lakh/Per Transaction | Free |
KYC Wallet | 100000/Per Transaction | Free |
- PhonePe App Se Paise Kaise Kamaye
- Tez App Se Paise Kaise Kamaye
- Free Mobile Recharge Kaise Kamye
Phone Pe Account Kaise Banaye – फ़ोन पे अकाउंट कैसे बनाये
Phone pe istemal karne ke liye aapko Phone pe kaise banaye hota hai. Phone pe account kaise banaye iske puri process niche diya gaya hai. Agar aap Phone Pe Kaise Use kare yeh janna chahte ho toh is article ko read kare- फ़ोन पे कैसे यूज़ करे .
Step-1:- sabse pehle toh aapko PhonePe App download karna hoga. PhonePe App download karne ke liye niche diye Link par click kare. Niche diye Link par click karke PhonePe App Download karne se aapko ₹100 cashback bounce milega. Agar aap direct PlayStore ya kisi aur jage se Phonepe app download karoge to aapko ₹100 rupee nehi milega.
Step-2:- Upar diye Link se PhonePe app download karke usko Install karne ke bad Open karle.
Step-3:- PhonePe app open karke aapko REGISTER NOW par click karna hoga.
Step-4:- Ab aapko PhonePe par apni Mobile Number aur Personal detail bhar kar Register karna hoga. Yeha par aapko apni Bank Account me Registered mobile number hi dena hai. Niche diye image ko follow kare-
- 1. Yeha par aapko apni Mobile Number dena hai. Jab aap yeha par mobile number denge tab automatically is Number par ek OTP send ho jayega aur automatically verify bhi ho jayega agar woh number aapke mobile me hoga to. (Yehi number aapki Bank Account me bhi registered hana chahiye)
- 2. Apni Full Name yeh dale.
- 3. Yeha par apni Email Id enter kare. aap chahe to Blank bhi chhod karke ho. agar aapke pas email id nehi hai to yeh article read karo- Email id kaise banaye
- 4. Yeha par aapko ek 4 digit ka Pin Set karna hai.
Step-5:- Ab aapko PhonePe App par apni Bank Account Add karna hai. Bank Account add karne ke liye ADD BANK par click kare. Niche app image me dekh sakte ho.
Step-6:- agar aapke Mobile me sirf ek hi Sim hai to SEND SMS par click kare Aur ek se jada sim hai CLICK HERE par click karke aapni sim select karke Send Sms par click karde. Send Sms par click karte hi aapki Mobile Number se ek sms send hoga. Iske liye aapke sim par Balance hona chahiye. Aap jo Mobile Number select karoge woh aapke Bank me registered hona chahiye.
Step-7:- mobile number Verify hone ke bad aapko ek UPI Id set karna hoga. Jese ki aap niche image me dekh sakte ho ki yeha par automatically aapki Mobile Number aaya jayega. aap chaho to mobile number ko clear karke aapni Name dal sakte. jese maine dala tha helpchahiye@ybl. But aap jo name denge woh Unique hona chahiye.
Step-8:- Ab aapko Bank Name select karna hai. aapki mobile number jis Bank me registered hai woh choose kar lijiye. Aur agar aapki mobile number ek se jada Bank me registered he to jis account ko aap PhonePe ke sath connect karna chahte ho usko select karle
Step-9:- Ab aapko ek UPI Pin set karna hoga. yeh pin aapko Transaction karte time dena hota hai. UPI Pin set karne ke liye SET UPI PIN par click karke aapni ATM/Debit card details submit karke ek UPI Pin set kar lijiye. Aur agar aapne pahle ek bar UPI Pin set kiya hai to I HAVE UPI PIN par click karde.
Step-10:- Ab aapko First Payment karna hoga. First payment karte hi aapko 100 rupee ka CashBack milega. First Payment me aap Mobile Recharge, Bill Payment ya Money Transfer kar sakte ho. Lekin payment aapko UPI ke madhayam se hi karna hai. Aapko sabse jada Faida money transfer karne par hoga. First money transfer par aapko 50% cash back milega. Matlab yeh ki agar aap kisi ko 200 rupee send karte ho to aapko 100 rupee ka cashback milega.
Iske liye aapko kisi PhonePe users ko ₹200 ya isse kam ka amount transfer karna hoga. Agar aapke aaspas kyi dusra PhonePe user nehi he to aap muje is (UPI Id- helpchahiye@ybl) par 200 rupee ya isse kam ka amount send kar sakte ho. Ghabraiye mat main aapko apki puri Paisa Return kar dunga. Isse aapko ek faida bhi hoga. Agar aap mere diye Download Link se PhonePe App download karte ho aur muje kyi bhi amount send karte ho to aapko main extra ₹20 dunga.
Matlab yeh ki agar aap muje ₹200 send karte ho to aapko main ₹220 return karunga aur money transfer karne ke liye aapko ₹100 ka cashback, mere diye link se download karne ke liye aapko ₹100 rupee aur milega- Total 20+100+100= ₹220 aapko milega. Niche main aapni UPI Id share kar raha hu, aap muje is Id par PhonePe ke through paise send kar sakte ho.
UPI ID:- helpchahiye@ybl
Toh friends is article me aapko maine Phone pe kaise banaye, फ़ोन पे अकाउंट कैसे बनाये iska puri jankari diya hai. Phone pe account kaise banaye, Bank account add kaise karna hai, cashback kaise earn karna he in sabhi chizo ke bare me is article me maine aapko bataya hai. Is article se related agar aapka kyi savaal ya sujhaav he to niche comment karke bata sakte ho. Is article ko padhne ke liye bahut bahut Dhanyawad.
Pradip ji mai union bank of India ka account add kar rha hu but ho nahi raha hai mera mobile number bhi registerd hai phir bhi bank me
बैंक कस्टमर केयर में कॉल करके अपना प्रॉब्लम बताओ।
Bahut useful article haii, Thanks
But, binaa kisii bank account kee phonepe prr account kaise banegaa
Agrr aapnee isspee koii article likhaa haii to please uss post kaa link comment mee daal dijiyee.
बन सकता है। अपनी मोबाइल नंबर को फोनपे से रेजिस्ट्रेड करके अकाउंट बन सकता है।
Mere pass bank account nhi h to kya m phone pe prr account bna k transection kr sakta hu kya
जी बना सकते हो।
hello Pradip sir, PhonePay par account kaise banaye is ke bare mein bahut article likha hain aapne. Thank You
mere phone pay me my account ka option hi nahi aata hai, new account add Karna hai kaise hoga Bhai batao please batao.. Mera mobile number hai 7542822968 call me now
आप किसी ID Proof से अपने आपको verify karle.
Bhai tum pakka return kroge
Haa bilkul. Agar bishwas nhi hai toh kam send karo
Sir MERI bank show Nahi ho rahih hai or kafi bank as rahih hai
Mera account sarva Haryana gramin bank me hai sir mine Kiya karna chahiye
Gramin Bank ka UPI Id nhi banta. Aap SBI, ICICI, HDFC jese National bank ka hi UPI Id bana sakte ho
Bina offer ke reacharg Karne se koi fyda Nahi hoga kiya
Jab offer hoga sirf tab hi aapko CashBack milega.
First payment kaha se kre
aap muje send kar sakte ho. main aapko return kar dunga. mera UPI Id- helpchahiye@ybl