Agar aap ek blogger he to aapne Sitemap ke bare me suna hoga. But kiya aap samajh paye ki sitemap kiya he, sitemap kaise banate he aur sitemap ko google search console me submit kaise Kare. Nhi samajh paye to Tension not Pradip is here. Is article me aapko batanga Online sitemap generator ke bare me. Is article read karne ke bad aap free me sitemap website aur blog ke liye bana payenge. Sitemap ek XML file ki tarah hota he. Isme me hamari blog/website ke sari jankari jese ki kitne post aur page he, post me kya he iske yelaba Comment, lebel/Category etc sitemap me hota he. Sitemap Kaise Banaye Blog/Website Ke Liye.
Hume karna yeh hota he ki Google sitemap generator me jakar apni blog ka XML sitemap banake usko Google Search Console me submit karna hota he. Isse Google search engine ko hamara blog article search result me dikhane me madat milta he.
Sitemap Kaise Banaye
Blog ya Website Sitemap generate karna bahut hi aasan he. Sitemap banane ke liye aapko online sitemap generator website ki jarurat padhega. Sitemap banane ke liye aap hume follow kare-
Step-1:- Sitemap create karne ke liye aapko https://www.xml-sitemaps.com/ site par jana hoga.
Step-2:- abhi aapke samne jo page open hoga usme aapko Blog URL aur kuch options choose karna hoga. Niche photo me dekh sakte ho-
- 1) is box pe aapko aapni blog/website ka URL dena hoga.
- 2) yeha par Always select karna hoga.
- 3) Last Modification pe aap Use server’s response chose kare.
- 4) Priority pe aap Automatically Calculated Priority select kare.
- 5) ab last me Start pe click kare.
Step-3:- Start pe click karne ke bad ek new page khulega. Is process me thora time lag sakta he. Is page pe aapka Sitemap hoga. Screenshot me dekho.
Is page me se aapko sitemap ki url copy karna hoga. aapka sitemap ke URL kuch is tarha hoga –http://www.YourSiteUrl.com/sitemap.xml . Is URL ko copy karle. Kyuki Google Search Console me aapko sitemap ki jage is URL ko submit karna he. Sitemap submit karne ke liye Ye post padhe- Google Search Console Me Sitemap Kaise Submit Kare.
Blog sitemap banake usko Google Search Console par submit karna padhta he. Agar aap sitemap submit nhi karte ho to sitemap ka koi lag aapke Blog/Website ko nhi milega.
wow its great helpful tips dea
Sir me aapne jo Xml.sXmakl.sitemap ki link di us ye option show nhi ho rhe hai
change Freqchcy:
Last Modification:
Priority:
kya karu sitemap kaise banao
bahut achi jankari de apney, mujha samajh nhi aa raha tha kaise bnau site so thanks
Help Me Sir
sahi jankari di hai aapne
Thank Your Bro.
Keep Visiting
ak problem aa rha hai create sitemap karna main ,kh rha hai ki an error occured
Sayet aapne Blog URL sahi se nehi diya tha. Phir try kare
An error occured
There was an error while accessing the URL specified:
Please make sure to specify the correct website URL and resubmit your request.
Aapne Jo link diya he woh to open hi nehi hota he. Kyi dusri site open hota he.