Hum jab Blogger par free blog banate he tab hume ek Template chose Karna hota he. Lekin blogger ka template bahut purani aur Boeing hota he, uski design bhi achi nehi hoti. Is liye Hume ek designing template apne blog par upload karna hota he. Hum log bahut ummid ke sath blog banate he aur usme ache se ache New Article bhi published karte he. Phir bhi humare blog/website par high traffic aur visitor nehi mil pata he. Iska main reason hota he website look acha na hona. Blogging me kamiyab hone ke liye aur blog se achi income ke liye best article ke sath blog ka design simple aur attractive hona chahiye. Template Kaise Change Kare.
Agar abhi tak aap samajh nhi paye ki Template kiya hai aur uska kam kya hai to theek se samajh- Apne dekha hoga ki har ek site ki Design aur look alag alag hota he. Woh is liye hai kyon ki unsab site par alag alag template (Theme) use kiya gaya he. Blog ki design Template se hi hoti he.
Template Kaha Se Download kare
Internet par aise bahut site he jaha se hum Blog ke liye template Free me template download kar ke usko Blog par upload Kar sakte he. Jese ki gooyaabitemplates.com, soratemplates.com, btemplates.com etc. Blog template free aur paid dono me available he.
Imported Tips:- Hum jab blogger blog ke liye Template download karte hai tab woh Template Zip ya Rar file me hota he. Zip file ko pehchan ne ke liye aapne jo template download kiye hai uska Name (Title) ke Last Me Zip likha hoga (Ex- Your-Template-Name.zip). Problems ye hota he ki Blogger blog sirf aur sirf XML file hi support karta he. Kisi dusra File jese ki zip aur Rar support nhi karta. Is liye Template download karne ke bad Zip file ko XML file me Badal kar usko Blog par upload Karna padhta he. Template Zip ya Rar file ko XML file me kaise badle janne ke liye ye post padhe- Zip file ko XML me kaise badle.
Blog Template Kaise Change kare
Step-1:- Blogger Blog ki template change karne ke liye hume sabse pehle Blogger.com par Jana hoga.
Step-2:- Ab apko Blog ke Dashboard par jana hoga.
Step-3:- Blog dashboard me Template section me jakar Backup/Restore pe click kare.
Step-4:- Backup/Restore pe click karne ke bad Ek pop-up window page open hoga-
- 1. Download Template pe click karege to aapki blog par abhi Jo template laga huya hai woh download ho jayega. Ye download karna is liye joruri he ki agar template change karne ke bad koi problems aati he blog ko open hone me to aap Phir se wohi template blog par upload kar payenge.
- 2. Choose File pe click karke aapko device se template ki file select karna hoga jisko aap blog par upload karna chahte ho.
- 3. Upload Template file(XML) select karke Upload par click kare. Upload pe click karte hi Template Upload ho jayega.
Too Friend’s apne seekh liya Blog template kaise change kare. Phir bhi Template update karne me koi problems aati he to to jorur comment karke bataye. Hum aapke help jaruri karenge.
Thanks, it is quite informative
Thanks for the great post
It works very well for me
Thanks for the excellent guide
I spent a great deal of time to locate something such
as this
It works really well for me
This is truly helpful, thanks.
Thanks to the excellent guide
This is truly helpful, thanks.
It works really well for me
Thanks for the great article
It works very well for me
This is actually useful, thanks.
It works really well for me
Thanks for the great manual
Thanks for the terrific post
It works really well for me
I spent a lot of time to locate something similar to this
mane blog par ignite template upload kiya kiya par every post ke neeche EDIT ka option aa rh hai ise kaise Remove karu please tell me
neelesh ji aap ye post padhiye
https://www.hindimehelp.com/quick-edit-pencil-screw-icon/
Goto Blogger 'Layout-Main Post- Show Quick Editing Quick Edit Icon' enable disable kare
Airtel Free 4G Data offer – Get 5GB 3G & 4G internet February 2017.
The nice post
thank you bro itni achi post share karne ke liye
Comment karne ke liye thank you niraj ji
HindiTechHunt.info
Dost ek bar meri site check karke bato koi kami to nahi hai.
Adsense approve kyu nhi ho raha hai..help me..
Hello indrajeet.
HelpChahiye par apka swaget hai.
AdSense Disapprove email me AdSense account approve na hone ka Reason kiya Bataya tha.
thank u bro iske bare me google me search kiya tha apke blog me mujhe mil goye
mygyanblog